Lyrics
Gori tera gaon bada pyaara, main to gaya maara
Aake yahaan re
Uspar roop tera saada, chandrama jyun aadha
Aadha jawaan re
Gori tera gaon bada pyaara, main to gaya maara
Aake yahaan re, aake yahaan re
Jee karta hai mor ke paaon mein paayalilya pehnaa doon
Kuhu kuhu gaati koyaliya ko phoolon ka gehna doon
Yahin ghar apna banaane ko panchhi karein dekho
Tinke jamaa re, tinke jamaa re
Gori tera gaon bada pyaara, main to gaya maara
Aake yahaan re, aake yahaan re
Rang birange phool khile hain, log bhi phoolon jaise
Aa jaaye ek baar yahaan jo, jayega phir kaise
Jhar jhar jharte huye jharne, mann ko lage harne
Aisa kahaan re, aisa kahaan re
Uspar roop tera saada, chandarama jyun aadha
Aadha jawaan re, aadha jawaan re
Pardesi anjaan ko aise koi nahi apnaata
Tum logon se jud gaya jaise janam janam ka naata
Apni dhun mein magan dolein, log yahaan bolein
Dilki zabaan re, dil ki zabaan re
Gori tera gaon bada pyaara, main to gaya maara
Aake yahaan re
Us par roop tera saada, chandrama jyuun aadha
Aadha jawaan re
Hmmmmmm… oooooooo…..
Cast
Amol Palekar, Zarina Wahab, Vijayendra Ghatge, A K Hangal, Dina Pathak, Raju Shrestha
Babykorn
Well known actor Amol Palekar made his debut in the Marathi film Shantata! Court Chalu Aahe, in 1971.
Artist Biography
Born in Kochi, Kerala in 1940, Yesudas learnt his music lessons from his father, Augustine Joseph Bagavathor, renowned Carnatic musician. Yesudas started his career in Malayalam film industry in the 1960's. His success down south saw his entry into Bollywood in the 1970's.
He has won seven Filmfare Awards for his playback singing - five times for his Malayalam film songs (for films Sopanam, Bharatham, Unnikale Oru Katha Parayaam, Gaayathri and Achanum Bappayum), once for Telugu film (Meghasandesam) and once for Hindi film (song Gori tera gaon bada pyara in Chitchor).
Yesudas has toured the world to conduct concerts. He has sung over 30,000 songs in various Indian languages and has been honored with Padma Shri (1973) and Padma Bhushan (2002).
Yesudas is married with three sons and is settled in Chennai.