Lyrics
O ho ho ho ho O ho ho ho ho
Ha ha ha ha ha ha ha ha ha
Main nikla, o gaddi leke, o raste par, o sadak mein
Ek mod aaya, main utthe dil chhod aaya
Rab jaane kab guzra Amritsar kab jaane Lahore aaya
Main utthe dil chhod aaya
Ek mod aaya, main utthe dil chhod aaya
Ek mod aaya, main utthe dil chhod aaya
Us mod pe who mutiyar mili
Us mod pe woh mutiyar mili
Jat yamla pagal ho gaya
Uski zulfon ki chhaon mein
Main bistar daal ke so gaya
O jab jaaga, main bhaaga,
Sab phatak, sab signal main tod aaya
Main utthe dil chhod aaya
Ek mod aaya
Main utthe dil chhod aaya
Bas ek nazar usko dekha
Bas ek nazar usko dekha
Dil mein uski tasveer lagi
Kya naam tha uska rab jaane
Mujhko ranjhe ki heer lagi
O maina dekha ek sapna
Sang uske naam apna main jod aaya
Main utthe dil chhod aaya
Ek mod aaya
Main utthe dil chhod aaya
O sharma ke woh yuun simat gayi
Sharma ke woh yuun simat gayi
Jaise woh neend se jaag gayi
Maine kaha gal sun o kudiye
Who darke peechhe bhaag gayi
Who samjhi ghar uske
Chori se chupke se, koi chor aaya
Main utthe dil chhod aaya
Ek mod aaya
Main utthe dil chhod aaya
Ek mod aaya
Main utthe dil chhod aaya