Lyrics
Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye
Toh baat ban jaaye, haan haan baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye
Toh baat ban jaaye, haan haan baat ban jaaye
Phool ko bahaar, bahaar ko chaman
Dil ko dil, badan ko badan
Har kisiko chahiye tann mann ka milan
Kash mujh par aisa dil aapka bhi aaye
Toh baat ban jaaye, haan haan baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye
Toh baat ban jaaye, haan haan baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye
Toh baat ban jaaye, haan haan baat ban jaaye
Main insaan hoon, farishta nahin
Dar hai behak, na jaun kahin
Tanha dil na sambhlega pyar bina yeh tadpega
Aap sa kahan hai dil aapko hi paaye
Toh baat ban jaaye, haan haan baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye
Toh baat ban jaaye, haan haan baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye
Toh baat ban jaaye, haan haan baat ban jaaye
Haa haa haa haa haa baat ban jaaye
Ho ho ho ho ho baat ban jaaye
Haa haa haa haa haa baat ban jaaye
Babykorn
Nazia Hasan was only 13 years old when she debuted with the song Aap Jaisa Koi for Feroz Khan directed movie Qurbani in 1980.