Lyrics
Aati rahengi bahaarein, jaati rahengi bahaarein
Dil ki nazar se duniyaan ko dekho
Duniya sada hi hasin hai
Ho aati rahengi bahaarein, jaati rahengi bahaarein
Dil ki nazar se duniyaan ko dekho
Duniya sada hi hasin hai, ho ho
Aati rahengi baharein, jaati rahengi bahaarein
Dil ki nazar se duniyaan ko dekho
Duniya sada hi hasin hai, ho ho
Aati rahengi baharein, jaati rahengi bahaarein
Maine to bass yahi maangi hain duayein
Phoolon ki tarah hum sada muskurayein
Maine to bass yahi maangi hain duayein
Phoolon ki tarah hum sada muskurayein
Gaate rahein ham khushiyon ke geet
Yun hi jaye beet zindagi, ho ho
Aati rahengi baharen, jaati rahengi bahaarein
Dil ki nazar se duniyaan ko dekho
Duniya sada hi hasin hai, ho ho
Aati rahengi bahaaren, jaati rahengi bahaarein
Tum se hai jab jivan mein sahare
Jahaan jaaye nazarein wahien hain nazare
Tum se hai jab jivan mein sahare
Jahaan jaaye nazarein wahien hain nazare
Leke aayegi har nayi bahaar
Rang bhara pyaar aur khushi, ho ho
Aati rahengi bahaarein, jaati rahengi bahaarein
Dil ki nazar se duniya ko dekho
Duniya sada hi hasin hai, ho ho
Ho ho, aati rahengi bahaarein, jaati rahengi bahaarein
Babykorn
Legendary Musician R D Burman not only did playback singing in eighteen movies but also displayed his acting acumen in movies like Bhoot Bungla (1965) and Pyar Ka Mausam (1967).